Usay Torna Aata Tha Is Ne Toar Diya | Sad Poetry In Urdu

Usay Torna Aata Tha Is Ne Toar Diya

Usay  Torna  Aata  Tha  Is   Ne   Toar   Diya Woh Jaanta Hi Nahi Dil Ki Ahmiyat Kya Hai اسے توڑنا آتا تھا اس  نے  توڑ  دیا وہ جانتا ہی نہیں دل کی اہمیت کیا ہے

Bohat Lehron Ko Pakra Doobnay Walay Ke Hathon Ne | Sad Poetry In Urdu

Bohat Lehron Ko Pakra Doobnay Walay Ke Hathon Ne

Bohat Lehron Ko Pakra Doobnay Walay Ke Hathon Ne Yahi  Bas  Aik  Darya   Ka   Nzarah   Yaad   Rehta   Hai بہت لہروں کو پکڑا ڈوبنے والے کے ہاتھوں نے یہی  بس  ایک  دریا   کا   نظارہ   یاد   رہتا   ہے

Tairay Dil Mein Mujhe Aisi Umar Qaid Miley | Sad Poetry In Urdu

Tairay Dil Mein Mujhe Aisi Umar Qaid Miley

Tairay    Dil    Mein    Mujhe    Aisi    Umar   Qaid   Miley Ke Thak Jayen Saray Wakeel Mujhe Zamanat Na Miley تیرے  دل   میں   مجھے   ایسی   عمر   قید   ملے کہ تھک جائیں سارے وکیل مجھے ضمانت نہ ملے

Ishhq To Kafiroon Se Bhi Ziyada Zalim Hai | Sad Poetry In Urdu

Ishhq To Kafiroon Se Bhi Ziyada Zalim Hai

Ishhq     To     Kafiroon    Se    Bhi    Ziyada    Zalim    Hai Wo Murda Ko Jalatay Hain Ishq Zindah Ko Jala Deta Hai عشق   تو   کافروں   سے   بھی  زیادہ  ظالم  ہے وہ مردہ کو جلاتے ہیں عشق زندہ کو جلا دیتا ہے

Mein Khud Heran Hon Apne Sabr Ki Intahaa Dekh Kar | Sad Shayari In Urdu

Mein Khud Heran Hon Apne Sabr

Mein  Khud  Heran  Hon  Apne  Sabr  Ki  Intahaa  Dekh  Kar Tum Ne Yaad Karna Chore Diya Mein Ne Intzaar Karna Nahi میں خود حیران ہوں اپنے صبر کی انتہا دیکھ کر تم نے یاد کرنا چھوڑ دیا میں نے انتظار کرنا نہیں

Jis Taraf Dekho Tera Hi Aks Muyassar Hai Aankhon Ko | Sad Poetry In Urdu

Ya Har Koi Tum Jaisa Hai, Ya Sara Zamana Tum Ho

Jis Taraf Dekho Tera Hi Aks Muyassar Hai Aankhon Ko Ya  Har  Koi  Tum  Jaisa  Hai, Ya Sara Zamana Tum Ho جس طرف دیکھو تیرا ہی عکس میسر ہے آنکھوں کو یا ہر  کوئی   تم  جیسا   ہے،  یا سارا   زمانہ   تم   ہو

Kon Karta Hai Wafaon Ka Taqaza Tum Se | Sad Poetry In Urdu

Kon Karta Hai Wafaon Ka Taqaza Tum Se

Kon  Karta  Hai  Wafaon  Ka  Taqaza  Tum  Se Hum To Aik Jhooti Tasalli K Talabgar Thy Bas کون   کرتا   ہے   وفاؤں  کا  تقاضا  تم  سے ہم تو ایک جھوٹی تسلی کے طلبگار تھے بس