Pata Nahi Kya Hai Naam Is Ka, Khuda Farebi Ke Khud Farebi | Poetry In Urdu

Pata Nahi Kya Hai Naam Is Ka

Pata Nahi Kya Hai Naam Is Ka, Khuda Farebi Ke Khud Farebi Amal  Se  Farigh  hwa  Musalmaan  Bana Ke Taqdeer Bahana پتا نہیں کیا ہے نام اس کا، خدا فریبی کہ خود فریبی عمل  سے  فارغ  ہوا مسلماں  بنا  کے  تقدیر  بہانہ

Sabab Kuch Aur Hai, To Jis Ko Khud Samjhta Hai | Poetry In Urdu

Sabab Kuch Aur Hai

Sabab Kuch Aur Hai, To Jis Ko Khud Samjhta Hai Zawaal   Banda  e  Momin   Ka   Be  Zari  Se  Nahi سبب کچھ اور ہے، تو جس کو خود سمجھتا ہے زوال   بندۂ  مومن  کا  بے   زری   سے  نہیں

Nahi Hai Na Umeed Iqbal Apni Kasht e Viran Se | Poetry In Urdu

Nahi Hai Na Umeed Iqbal

Nahi  Hai  Na  Umeed  Iqbal  Apni Kasht e Viran Se Zara Num Ho To Yeh Matti Bohat Zarkhaiz Hai Saqi نہیں ہے نا امید اقبال اپنی کشتِ ویراں سے ذرا نم ہو تو یہ مٹی بہت زرخیز  ہے  ساقی

Shaheen Kabhi Parwaz Se Thak Kar Nahi Girta | Poetry In Urdu

Shaheen Kabhi Parwaaz

Shaheen Kabhi Parwaz Se Thak Kar Nahi Girta Par Dam  Hai  Agar  To, To Nahi Khatra e Aftad شاہین کبھی پرواز سے تھک کر نہیں گرتا پر دم  ہے  اگر  تو،  تو  نہیں  خطرۂ  افتاد

Allah Ko Bhool Gye Log Fikr e Rozi Mein | Poetry In Urdu

Allah Ko Bhool Gay Log

Allah  Ko  Bhool  Gye  Log  Fikr e Rozi  Mein Talash Rizaq Ki Hai Raziq Ka Khayal Hi Nahi اللہ کو  بھول گئے لوگ فکرِ  روزی  میں تلاش رزق کی ہے رازق کا خیال ہی نہیں

Azaan To Hoti Hai Ab Magar Nahi Koi Muazzin Bilal Sa | Poetry In Urdu

Azaan To Hoti Hai Ab

Azaan  To  Hoti  Hai  Ab  Magar  Nahi  Koi  Muazzin  Bilal Sa Sir Basajda To Hain Momin Magar Nahi Koi Zehra Ke Lal Sa اذان تو  ہوتی  ہے  اب  مگر  نہیں  کوئی  مؤذن  بلال  سا سر بسجدہ تو ہیں مومن مگر نہیں کوئی زہرا کے لال سا

Teri Rehmaton Pay Hai Munhasir, Mere Har Amal Ki Qabuliat | Poetry In Urdu

Teri Rehmaton Pay Hai Munhasir

Teri Rehmaton Pay Hai Munhasir, Mere Har Amal Ki Qabuliat Nah  Mujhe  Saleeqa  Iltija, Nah  Mujhe  Shaoor  Namaz  Hai تیری رحمتوں پہ ہے منحصر، میرے ہر عمل کی قبولیت نہ  مجھے  سلیقہ  التجا ، نہ  مجھے   شعورِ   نماز   ہے

Europe Ki Ghulami Pay Raza Mand hwa To | Poetry In Urdu

Europe Ki Ghulami Pay

Europe   Ki   Ghulami  Pay  Raza  Mand   hwa  To Mujh Ko To Gala Tujh Se Hai Europe Se Nahi Hai یورپ   کی   غلامی    پہ    رضا مند    ہوا    تو مجھ کو تو گلا تجھ سے ہے یورپ سے نہیں ہے

Hazaron Saal Nargis Apni Be Noori Pay Rooti Hai | Poetry In Urdu

Hazaron Saal Nargis Apni

Hazaron   Saal   Nargis   Apni   Be   Noori   Pay   Rooti  Hai Barri Mushkil Se Hota Hai Chaman Mein Deedaa War Peda ہزاروں سال  نرگس اپنی بے نوری پہ روتی ہے بڑی مشکل سے ہوتا ہے چمن میں  دیدہ ور  پیدا

Dil Pak Nahi To Pak Ho Sakta Nahi Ansan | Poetry In Urdu

Dil Pak Nahi To Pak

Dil   Pak   Nahi  To    Pak    Ho   Sakta   Nahi    Ansan Warna Iblees Ko Bhi Atay They Wuzu Ke Faraiz Bohat دل   پاک   نہیں   تو    پاک    ہوسکتا    نہیں   انساں ورنہ ابلیس کو بھی آتے تھے وضو کے فرائض بہت

Taamer To Karli Masjiden Momino Ne Makanon Ke Paas | Poetry In Urdu

Taamer To Karli Msjdin

Taamer To Karli Masjiden Momino Ne Makanon Ke Paas Magar   Dil   Se   To   Ujara   Hi  Nahi  Astana  Iblees  Ka تعمیر تو کرلی مسجدیں مومنو نے مکانوں کے پاس مگر دل سے تو  اجاڑا  ہی  نہیں  آستانہ  ابلیس   کا

Yun To Syed Bhi Ho, Mirza Bhi Ho, Afghan Bhi Ho | Poetry In Urdu

Yun To Syed Bhi Ho

Yun To Syed Bhi Ho, Mirza Bhi Ho, Afghan Bhi Ho Tum Sabhi  Kuch Ho, Batao To Musalman  Bhi Ho یوں تو سیّد بھی ہو، مرزا بھی ہو، افغان بھی ہو تم  سبھی  کچھ   ہو ،  بتاؤ  تو  مسلمان  بھی  ہو

Subah Ko Baagh Mein Shabnam Padti Hai Faqat Is Liye | Poetry In Urdu

Subah Ko Baagh Mein

Subah Ko Baagh Mein Shabnam Padti Hai Faqat Is Liye Ke  Patta   Patta   Kere   Tera  Zikar  Ba  Wuzu  Ho  Kar صبح کو باغ میں شبنم پڑتی ہے فقط اس لئے کہ  پتّا  پتّا  کرے  تیرا  ذکر  با وضو   ہو کر