Best Love Poetry – Emotional Poetry In Urdu | Two Line Poetry | Love/Muhabbat
Feel the love with the best love poetries in Urdu. Carefully written two lines love poetry. share it with your loved ones. Mil Gaye Thay Aik Baar Is Ke Jo Mere Lab Se LabUmar Bhar Honton Pay Apne Mein Zuba Phera Kiye مل گئے تھے ایک بار اس کے جو میرے لب سے لب عمر […]
Best Sad Poetry That makes you feel cry | Sad Poetry | Two Line Poetry | Urdu Poetry – Emotional
Sad Poetry – Express your feelings with your love ones. Sadness is a feeling that hurts. if you are sad just feel the poetry mentioned below and express your feelings. Below find Best Sad Poetry Images which you can share on your status, your wall, etc. Find the Best Sad Poetry Collection below which is […]
Mein Apni Dosti Ko Shehar Mein Ruswa Nahi Karti | Sad Poetry In Urdu
Mein Apni Dosti Ko Shehar Mein Ruswa Nahi Karti Mohabbat Mein Bhi Karti Hon Magar Charcha Nahi Karti میں اپنی دوستی کو شہر میں رسوا نہیں کرتی محبت میں بھی کرتی ہوں مگر چرچا نہیں کرتی
Tairay Paas Hi Hoga Zara Phir Se Dekh | Sad Poetry In Urdu
Tairay Paas Hi Hoga Zara Phir Se Dekh Marey Senay Se Dil Akhir Gaya To Gaya Kahan تیرے پاس ہی ہوگا ذرا پھر سے دیکھ مرے سینے سے دل آخر گیا تو گیا کہاں
Tum Ne Jana Tha Mein Ne Jane Diya | Sad Poetry In Urdu
Tum Ne Jana Tha Mein Ne Jane Diya Is Se Barh Ke Wafa Mein Kya Karta تم نے جانا تھا میں نے جانے دیا اس سے بڑھ کے وفا میں کیا کرتا
Khud Parasti Ka Nasha Jab Utar Jaye Ga | Sad Poetry In Urdu
Khud Parasti Ka Nasha Jab Utar Jaye Ga Woh Mujhe Dhoandne Har Jagah Jaye Ga خود پرستی کا نشہ جب اتر جائے گا وہ مجھے ڈھونڈنے ہر جگہ جائے گا
Dil Ne Socha Tha Ke Usay Toot Kar Chahain Ge | Sad Poetry In Urdu
Dil Ne Socha Tha Ke Usay Toot Kar Chahain Ge Sach Manu! Tootay Bhi Bohat Chaha Bhi Bohat دل نے سوچا تھا کہ اسے ٹوٹ کر چاہیں گے سچ مانو ! ٹوٹے بھی بہت چاہا بھی بہت
Hamaray Baad Tairay Ishhq Mein Naye Larke | Sad Poetry In Urdu
Hamaray Baad Tairay Ishq Mein Naye Larke Badan To Chumen Ge Zulff Nahi Sanwarain Ge ہمارے بعد تیرے عشق میں نئے لڑکے بدن تو چومیں گے زلف نہیں سنواریں گے
Usay Torna Aata Tha Is Ne Toar Diya | Sad Poetry In Urdu
Usay Torna Aata Tha Is Ne Toar Diya Woh Jaanta Hi Nahi Dil Ki Ahmiyat Kya Hai اسے توڑنا آتا تھا اس نے توڑ دیا وہ جانتا ہی نہیں دل کی اہمیت کیا ہے
Bohat Lehron Ko Pakra Doobnay Walay Ke Hathon Ne | Sad Poetry In Urdu
Bohat Lehron Ko Pakra Doobnay Walay Ke Hathon Ne Yahi Bas Aik Darya Ka Nzarah Yaad Rehta Hai بہت لہروں کو پکڑا ڈوبنے والے کے ہاتھوں نے یہی بس ایک دریا کا نظارہ یاد رہتا ہے
Kitney Abdal , Kitney Ghaus , Qalandar Kitney | Sad Poetry In Urdu
Kitney Abdal , Kitney Ghaus , Qalandar Kitney Ik Tairay Ishhq Mein Doobe Hain Samandar Kitney کتنے ابدال ، کتنے غوث ، قلندر کتنے اک تیرے عشق میں ڈوبے ہیں سمندر کتنے
Masrufiyat Mein Aati Hai Be Had Tumhari Yaad | Sad Poetry In Urdu
Masrufiyat Mein Aati Hai Be Had Tumhari Yaad Fursat Mein Teri Yaad Se Fursat Nahi Millti مصروفیت میں آتی ہے بے حد تمہاری یاد فرصت میں تیری یاد سےفرصت نہیں ملتی
Kamaal Ka Shakhs Tha Jis Ne Meri Zindagi Tabah Kar Di | Sad Poetry In Urdu
Kamaal Ka Shakhs Tha Jis Ne Meri Zindagi Tabah Kar Di Raaz Ki Baat Hai Ke Dil Is Se Khafa Aaj Bhi Nahi کمال کا شخص تھا جس نے میری زندگی تباہ کردی راز کی بات ہے کہ دل اس سے خفا آج بھی نہیں
Meri Talaash Ka Jurm Hai Ya Meri Wafa Ka Qasoor | Sad Poetry In Urdu
Meri Talaash Ka Jurm Hai Ya Meri Wafa Ka Qasoor Jo Dil Ke Qareeb Aaya Wohi Be Wafa Nikla میری تلاش کا جرم ہے یا میری وفا کا قصور جو دل کے قریب آیا وہی بے وفا نکلا
Naqaab Kya Chupaye Ga Shabab Husn Ko | Sad Poetry In Urdu
Naqaab Kya Chupaye Ga Shabab Husn Ko Nigah Ishhq To Pathar Bhi Cheer Deti Hain نقاب کیا چھپائے گا شباب حسن کو نگاہ عشق تو پتھر بھی چیر دیتی ہیں
Sabr Ki Had Bhi To Hoti Hai | Sad Poetry In Urdu
Sabr Ki Had Bhi To Hoti Hai Kitna Palkon Pay Sanbhalain Pani صبر کی حد بھی تو ہوتی ہے کتنا پلکوں پہ سنبھالیں پانی
Aaj To Dil Ke Dard Par Hans Kar | Sad Poetry In Urdu
Aaj To Dil Ke Dard Par Hans Kar Dard Ka Dil Dukha Diya Mein Ne آج تو دل کے درد پر ہنس کر درد کا دل دکھا دیا میں نے
Tairay Dil Mein Mujhe Aisi Umar Qaid Miley | Sad Poetry In Urdu
Tairay Dil Mein Mujhe Aisi Umar Qaid Miley Ke Thak Jayen Saray Wakeel Mujhe Zamanat Na Miley تیرے دل میں مجھے ایسی عمر قید ملے کہ تھک جائیں سارے وکیل مجھے ضمانت نہ ملے
Dil Agar Aik Hai To Kayi Baar Kyun Lagaya Jaye | Sad Poetry In Urdu
Dil Agar Aik Hai To Kayi Baar Kyun Lagaya Jaye Bas Aik Ishhq Bohat Hai Agar Nibhaya Jaye دل اگر ایک ہے تو کئی بار کیوں لگایا جائے بس ایک عشق بہت ہے اگر نبھایا جائے
Ishhq To Kafiroon Se Bhi Ziyada Zalim Hai | Sad Poetry In Urdu
Ishhq To Kafiroon Se Bhi Ziyada Zalim Hai Wo Murda Ko Jalatay Hain Ishq Zindah Ko Jala Deta Hai عشق تو کافروں سے بھی زیادہ ظالم ہے وہ مردہ کو جلاتے ہیں عشق زندہ کو جلا دیتا ہے
Jo Karte Hain Mohabbat Soorat Ko Dekh Kar | Sad Poetry In Urdu
Jo Karte Hain Mohabbat Soorat Ko Dekh Kar Woh Karte Hain Wafa Zaroorat Ko Dekh Kar جو کرتے ہیں محبت صورت کو دیکھ کر وہ کرتے ہیں وفا ضرورت کو دیکھ کر
Usay Pata Tha Ke Mujhe Is Ka Muskurana Pasand Hai | Sad Poetry In Urdu
Usay Pata Tha Ke Mujhe Is Ka Muskurana Pasand Hai Is Liye Is Ne Jab Bhi Dard Diya Muskura Kar Diya اسے پتہ تھا کہ مجھے اس کا مسکرانا پسند ہے اس لیے اس نے جب بھی درد دیا مسکرا کر دیا
Mein Khud Heran Hon Apne Sabr Ki Intahaa Dekh Kar | Sad Shayari In Urdu
Mein Khud Heran Hon Apne Sabr Ki Intahaa Dekh Kar Tum Ne Yaad Karna Chore Diya Mein Ne Intzaar Karna Nahi میں خود حیران ہوں اپنے صبر کی انتہا دیکھ کر تم نے یاد کرنا چھوڑ دیا میں نے انتظار کرنا نہیں
Hum Samandar Ki Terhan Chup Hain Ke Hum Jantay Hain | Sad Poetry In Urdu
Hum Samandar Ki Terhan Chup Hain Ke Hum Jantay Hain Hum Agar Sabr Nah Karte —— To Qayamat Karte ہم سمندر کی طرح چپ ہیں کہ ہم جانتے ہیں ہم اگر صبر نہ کرتے — تو قیامت کرتے
Mein Jazb Krlon Saari Thakawatain Teri | Sad Poetry In Urdu
Mein Jazb Krlon Saari Thakawatain Teri To Ik Baar Mere Bazuon Mein Aa To Sahi میں جزب کرلوں ساری تھکاوٹیں تیری تو اک بار میرے بازوؤں میں آ تو سہی
Zulm Itna Nah Kar Ke Log Kahin Tujhe Dushman Mera | Sad Poetry In Urdu
Zulm Itna Nah Kar Ke Log Kahin Tujhe Dushman Mera Hum Ne Zamane Ko Tujhe Apni Jaan Bta Rakha Hai ظلم اتنا نہ کر کہ لوگ کہیں تجھے دشمن میرا ہم نے زمانے کو تجھے اپنی جان بتا رکھا ہے
Dil Mein Anay Ka Rasta To Hai Magar Jane Ka Nahi | Sad Poetry In Urdu
Dil Mein Anay Ka Rasta To Hai Magar Jane Ka Nahi Isi Liye Jab Koi Jata Hai To Dil Toar Ke Jata Hai دل میں آنے کا راستہ تو ہے مگر جانے کا نہیں اسی لیے جب کوئی جاتا ہے تو دل توڑ کے جاتا ہے
Luta Kar Har Cheez Mnzl e Ishsq Ki Talaash Mein | Urdu Sad Poetry
Luta Kar Har Cheez Mnzl e Ishsq Ki Talaash Mein Mein Hans Parta Hon Khud Ko Nakaam Dekh Kar لٹا کر ہر چیز منزلِ عشق کی تلاش میں میں ہنس پڑتا ہوں خود کو ناکام دیکھ کر
Jis Taraf Dekho Tera Hi Aks Muyassar Hai Aankhon Ko | Sad Poetry In Urdu
Jis Taraf Dekho Tera Hi Aks Muyassar Hai Aankhon Ko Ya Har Koi Tum Jaisa Hai, Ya Sara Zamana Tum Ho جس طرف دیکھو تیرا ہی عکس میسر ہے آنکھوں کو یا ہر کوئی تم جیسا ہے، یا سارا زمانہ تم ہو
Rakhtay Hain Jo Ouron Ke Liye Pyar Ka Jazba | Sad Shayari In Urdu
Rakhtay Hain Jo Ouron Ke Liye Pyar Ka Jazba Woh Log Kabhi Toot Ke Bikhra Nahi Karte رکھتے ہیں جو اوروں کے لئے پیار کا جذبہ وہ لوگ کبھی ٹوٹ کے بکھرا نہیں کرتے
Mein Kyun Khud Usay Kahoon Ke Baat Karlo Mujh Se | Sad Poetry In Urdu
Mein Kyun Khud Usay Kahoon Ke Baat Karlo Mujh Se Kya Usay Khabar Nahi Mera Dil Nahi Lagta Is Ke Bana میں کیوں خود اسے کہوں کے بات کرلو مجھ سے کیا اسے خبر نہیں میرا دل نہیں لگتا اس کے بنا
Ae Kash Tum Samajh Satke Mohabbat Ke Usoolon Ko | Sad Poetry In Urdu
Ae Kash Tum Samajh Satke Mohabbat Ke Usoolon Ko Kisi Ki Saanson Mein Sama Kar Usay Tanha Nahi Karte اے کاش تم سمجھ سکتے محبت کے اصولوں کو کسی کی سانسوں میں سما کر اسے تنہا نہیں کرتے
Kon Karta Hai Wafaon Ka Taqaza Tum Se | Sad Poetry In Urdu
Kon Karta Hai Wafaon Ka Taqaza Tum Se Hum To Aik Jhooti Tasalli K Talabgar Thy Bas کون کرتا ہے وفاؤں کا تقاضا تم سے ہم تو ایک جھوٹی تسلی کے طلبگار تھے بس
Be Bas Itnay Hain Tairay Ishhq Mein | Sad Poetry In Urdu
Be Bas Itnay Hain Tairay Ishhq Mein Taras Se Jatay Hain Guftagu Ke Liye بے بس اتنے ہیں تیرے عشق میں ترس سے جاتے ہیں گفتگو کے لیے
Bhari Bazm Mein Raaz Ki Bat Keh Di | Poetry In Urdu
Bhari Bazm Mein Raaz Ki Bat Keh Di Bara Be Adab Hon Saza Chahta Hon بھری بزم میں راز کی بات کہہ دی بڑا بے ادب ہوں سزا چاہتا ہوں
Pata Nahi Kya Hai Naam Is Ka, Khuda Farebi Ke Khud Farebi | Poetry In Urdu
Pata Nahi Kya Hai Naam Is Ka, Khuda Farebi Ke Khud Farebi Amal Se Farigh hwa Musalmaan Bana Ke Taqdeer Bahana پتا نہیں کیا ہے نام اس کا، خدا فریبی کہ خود فریبی عمل سے فارغ ہوا مسلماں بنا کے تقدیر بہانہ
Haqeeqat Khurafaat Mein Kho Gayi | Poetry In Urdu
Haqeeqat Khurafaat Mein Kho Gayi Ye Ummat Riwayaat Mein Kho Gayi حقیقت خرافات میں کھو گئی یہ امت روایات میں کھو گئی
Sabab Kuch Aur Hai, To Jis Ko Khud Samjhta Hai | Poetry In Urdu
Sabab Kuch Aur Hai, To Jis Ko Khud Samjhta Hai Zawaal Banda e Momin Ka Be Zari Se Nahi سبب کچھ اور ہے، تو جس کو خود سمجھتا ہے زوال بندۂ مومن کا بے زری سے نہیں
Baadal Bana Day Mujh Ko Madeeney Ka Ae Khuda | Poetry In Urdu
Baadal Bana Day Mujh Ko Madeeney Ka Ae Khuda Mein Turbat e Baataul Pay Saya To Kar sakoon بادل بنا دے مجھ کو مدینے کا اے خدا میں تربتِ بتولؑ پہ سایہ تو کر سکوں
Makan Faani, Maken Aanee, Azal Tera, Abad Tera | Allama Iqbal Shayari In Urdu
Makan Faani, Maken Aanee, Azal Tera, Abad Tera Khuda Ka Aakhri Pegham Hai To, Javidaan To Hai مکاں فانی، مکیں آنی، ازل تیرا، ابد تیرا خدا کا آخری پیغام ہے تو، جاوداں تو ہے
Yeh Jannat Mubarak Rahay Zahidon Ko | Allama Iqbal Urdu Shayari
Ye Jannat Mubarak Rahay Zahidon Ko Ke Mein Aapka Saamna Chahta Hon یہ جنّت مبارک رہے زاہدوں کو کہ میں آپکا سامنا چاہتا ہوں
Moujoon Ki Tapish Kya Hai? Faqat Zouq e Talab Hai | Allama Iqbal Shayari In Urdu
Moujoon Ki Tapish Kya Hai? Faqat Zouq e Talab Hai Pinhan Jo Sadaf Mein Hai Woh Doulat Hai Khudadad موجوں کی تپش کیا ہے؟ فقط ذوقِ طلب ہے پنہاں جو صدف میں ہے وہ دولت ہے خداداد
Pani Pani Kar Gayi Mujh Ko Qalandar Ki Yeh Baat | Poetry In Urdu
Pani Pani Kar Gayi Mujh Ko Qalandar Ki Yeh Baat To Jhuka Jab Ghair Ke Agay, Na Man Tera Na Tan پانی پانی کر گئی مجھ کو قلندر کی یہ بات تو جھکا جب غیر کے آگے، نہ من تیرا نہ تن
Nahi Hai Na Umeed Iqbal Apni Kasht e Viran Se | Poetry In Urdu
Nahi Hai Na Umeed Iqbal Apni Kasht e Viran Se Zara Num Ho To Yeh Matti Bohat Zarkhaiz Hai Saqi نہیں ہے نا امید اقبال اپنی کشتِ ویراں سے ذرا نم ہو تو یہ مٹی بہت زرخیز ہے ساقی
Shaheen Kabhi Parwaz Se Thak Kar Nahi Girta | Poetry In Urdu
Shaheen Kabhi Parwaz Se Thak Kar Nahi Girta Par Dam Hai Agar To, To Nahi Khatra e Aftad شاہین کبھی پرواز سے تھک کر نہیں گرتا پر دم ہے اگر تو، تو نہیں خطرۂ افتاد
Allah Ko Bhool Gye Log Fikr e Rozi Mein | Poetry In Urdu
Allah Ko Bhool Gye Log Fikr e Rozi Mein Talash Rizaq Ki Hai Raziq Ka Khayal Hi Nahi اللہ کو بھول گئے لوگ فکرِ روزی میں تلاش رزق کی ہے رازق کا خیال ہی نہیں
Azaan To Hoti Hai Ab Magar Nahi Koi Muazzin Bilal Sa | Poetry In Urdu
Azaan To Hoti Hai Ab Magar Nahi Koi Muazzin Bilal Sa Sir Basajda To Hain Momin Magar Nahi Koi Zehra Ke Lal Sa اذان تو ہوتی ہے اب مگر نہیں کوئی مؤذن بلال سا سر بسجدہ تو ہیں مومن مگر نہیں کوئی زہرا کے لال سا
Yahi Maqsood Fitrat Hai, Yahi Ramz Musalmani | Poetry In Urdu
Yahi Maqsood Fitrat Hai, Yahi Ramz Musalmani Akhuwat Ki Jahan Carry, Mohabbat Ki Farawani یہی مقصودِ فطرت ہے ، یہی رمز مسلمانی اخوت کی جہاں کیری، محبت کی فراوانی
Teri Rehmaton Pay Hai Munhasir, Mere Har Amal Ki Qabuliat | Poetry In Urdu
Teri Rehmaton Pay Hai Munhasir, Mere Har Amal Ki Qabuliat Nah Mujhe Saleeqa Iltija, Nah Mujhe Shaoor Namaz Hai تیری رحمتوں پہ ہے منحصر، میرے ہر عمل کی قبولیت نہ مجھے سلیقہ التجا ، نہ مجھے شعورِ نماز ہے
Europe Ki Ghulami Pay Raza Mand hwa To | Poetry In Urdu
Europe Ki Ghulami Pay Raza Mand hwa To Mujh Ko To Gala Tujh Se Hai Europe Se Nahi Hai یورپ کی غلامی پہ رضا مند ہوا تو مجھ کو تو گلا تجھ سے ہے یورپ سے نہیں ہے
Is Raaz Ko Ik Mard e Farangi Ne Kya Faash | Poetry In Urdu
Is Raaz Ko Ik Mard e Farangi Ne Kya Faash Har Chand Ke Dana Usay Khoola Nahi Karte اس راز کو اک مردِ فرنگی نے کیا فاش ہر چند کہ دانا اسے کھولا نہیں کرتے
Amal Se Zindagi Banti Hai, Jannat Bhi, Jahannum Bhi | Poetry In Urdu
Amal Se Zindagi Banti Hai, Jannat Bhi, Jahannum Bhi Yeh Khaki Apni Fitrat Mein Na Noori Hai Na Naari Hai عمل سے زندگی بنتی ہے ، جنّت بھی ، جہنم بھی یہ خاکی اپنی فطرت میں نہ نوری ہے نہ ناری ہے
Hazaron Saal Nargis Apni Be Noori Pay Rooti Hai | Poetry In Urdu
Hazaron Saal Nargis Apni Be Noori Pay Rooti Hai Barri Mushkil Se Hota Hai Chaman Mein Deedaa War Peda ہزاروں سال نرگس اپنی بے نوری پہ روتی ہے بڑی مشکل سے ہوتا ہے چمن میں دیدہ ور پیدا
Dil Pak Nahi To Pak Ho Sakta Nahi Ansan | Poetry In Urdu
Dil Pak Nahi To Pak Ho Sakta Nahi Ansan Warna Iblees Ko Bhi Atay They Wuzu Ke Faraiz Bohat دل پاک نہیں تو پاک ہوسکتا نہیں انساں ورنہ ابلیس کو بھی آتے تھے وضو کے فرائض بہت
Kab Dara Sakta Hai Gham Ka aarzi Manzar Mujhe | Poetry In Urdu
Kab Dara Sakta Hai Gham Ka aarzi Manzar Mujhe Hai Bharosa Apni Millat Ke Muqaddar Par Mujhe کب ڈرا سکتا ہے غم کا عارضی منظر مجھے ہے بھروسا اپنی ملت کے مقدر پر مجھے
Na Takhat o Taj Mein Na Lashkar o Sipah Mein Hai | Poetry In Urdu
Na Takhat o Taj Mein Na Lashkar o Sipah Mein Hai Jo Baat Mard e Qalandar Ki Bargaah Mein Hai نہ تخت و تاج میں نہ لشکر و سپاہ میں ہو جو بات مردِ قلندر کی بارگاہ میں ہے
Woh Puranay Chaak Jin Ko Aqal Si Sakti Nahi | Poetry In Urdu
Woh Puranay Chaak Jin Ko Aqal Si Sakti Nahi Ishq Seeta Hai Unhay Be Sozan O Taar e Rafo وہ پرانے چاک جن کو عقل سی سکتی نہیں عشق سیتا ہے اُنہیں بے سوزن و تارِ رفو
Dekhieye Is Behar Ki Teh Se Uchalta Hai Kya | Poetry In Urdu
Dekhieye Is Behar Ki Teh Se Uchalta Hai Kya Gumbad e Neelo Fari Rang Badalta Hai Kya دیکھیے اس بحر کی تہ سے اچھلتا ہے کیا گنبدِ نیل و فری رنگ بدلتا ہے کیا
Taamer To Karli Masjiden Momino Ne Makanon Ke Paas | Poetry In Urdu
Taamer To Karli Masjiden Momino Ne Makanon Ke Paas Magar Dil Se To Ujara Hi Nahi Astana Iblees Ka تعمیر تو کرلی مسجدیں مومنو نے مکانوں کے پاس مگر دل سے تو اجاڑا ہی نہیں آستانہ ابلیس کا
Ho Sadaqat Ke Liye Jis Dil Mein Marnay Ki Tarap | Poetry In Urdu
Ho Sadaqat Ke Liye Jis Dil Mein Marnay Ki Tarap Pehlay Apne Paiker e Khaki Mein Jaan Peda Kere ہو صداقت کے لئے جس دل میں مرنے کی تڑپ پہلے اپنے پیکرِ خاکی میں جاں پیدا کرے
Aankh Ko Bedaar Kardey Wada Deedar Se | Poetry In Urdu
Aankh Ko Bedaar Kardey Wada Deedar Se Zinda Kardey Dil Ko Soz e Johar Guftar Se آنکھ کو بیدار کردے وعدۂ دیدار سے زندہ کردے دل کوسوزِ جوہرِ گفتار سے
Yun To Syed Bhi Ho, Mirza Bhi Ho, Afghan Bhi Ho | Poetry In Urdu
Yun To Syed Bhi Ho, Mirza Bhi Ho, Afghan Bhi Ho Tum Sabhi Kuch Ho, Batao To Musalman Bhi Ho یوں تو سیّد بھی ہو، مرزا بھی ہو، افغان بھی ہو تم سبھی کچھ ہو ، بتاؤ تو مسلمان بھی ہو
Zindagi Qatray Ki Sikhlati Hai Asaraar e Hayaat | Poetry In Urdu
Zindagi Qatray Ki Sikhlati Hai Asaraar e Hayaat Yeh Kabhi Gohar, Kabhi Shabnam, Kabhi Ansoo hwa زندگی قطرے کی سکھلاتی ہےاَسرارِ حیات یہ کبھی گوہر ، کبھی شبنم ، کبھی آنسو ہوا
Subah Ko Baagh Mein Shabnam Padti Hai Faqat Is Liye | Poetry In Urdu
Subah Ko Baagh Mein Shabnam Padti Hai Faqat Is Liye Ke Patta Patta Kere Tera Zikar Ba Wuzu Ho Kar صبح کو باغ میں شبنم پڑتی ہے فقط اس لئے کہ پتّا پتّا کرے تیرا ذکر با وضو ہو کر
Acha Hai Dil Ke Paas Rahay Pasban e Aqal | Poetry In Poetry
Acha Hai Dil Ke Paas Rahay Pasban e Aqal Lekin Kabhi Kabhi Usay Tanha Bhi Chorde اچھا ہے دل کے پاس رہے پاسبانِ عقل لیکن کبھی کبھی اسے تنہا بھی چھوڑدے
Gongi Hogayi Aaj Kuch Zabaan Kehte Kehte | Poetry In Urdu
Gongi Hogayi Aaj Kuch Zabaan Kehte Kehte Hichkicha gya Khud Ko Musalman Kehte Kehte گونگی ہوگئی آج کچھ زبان کہتے کہتے ہچکچاگیا خود کو مسلمان کہتے کہتے
Har Lhzah Hai Momin Ki Nai Shaan, Nai Aan | Poetry In Urdu
Har Lhzah Hai Momin Ki Nai Shaan, Nai Aan Guftaar Mein, Kirdaar Mein, Allah Ki Burhan ! ہر لحظہ ہے مومن کی نئی شان، نئی آن !گفتار میں، کردار میں، اللہ کی برہان
Hazaar Khauf Ho Lekin Zuba Ho Dil Ki Rafeeq | Poetry In Urdu
Hazaar Khauf Ho Lekin Zuba Ho Dil Ki Rafeeq Yahi Raha Hai Azal Se Qalandaron Ka Tareeq ہزار خوف ہو لیکن زباں ہو دل کی رفیق یہی رہا ہے ازل سے قلندروں کا طریق
Mashriq Se Ho Bezaar Nah Maghrib Se Hazr Kar | Poetry In Urdu
Mashriq Se Ho Bezaar Nah Maghrib Se Hazr Kar Fitrat Ka Hai Irshaad Ke Har Shab Ko Sehar Kar مشرق سے ہو بیزار نہ مغرب سے حذر کر فطرت کا ہے ارشاد کہ ہر شب کو سحر کر
Sabaq Phir Parh Sadaqat Ka, Adalat Ka, Shuja’at Ka | Poetry In Urdu
Sabaq Phir Parh Sadaqat Ka, Adalat Ka, Shuja’at Ka Liya Jaye Ga Tujh Se Kaam Duniya Ki Imamat Ka سبق پھر پڑھ صداقت کا، عدالت کا، شجاعت کا لیا جائے گا تجھ سے کام دنیا کی امامت کا
Baat Sajdon Ki Nahi Khuloos e Dil Ki Hoti Hai Iqbal | Poetry In Urdu
Baat Sajdon Ki Nahi Khuloos e Dil Ki Hoti Hai Iqbal Har Mikhane Mein Sharaabi Aur Har Masjid Mein Namazi Nahi Hota بات سجدوں کی نہیں خلوصِ دل کی ہوتی ہے اقبال ہر میخانے میں شرابی اور ہر مسجد میں نمازی نہیں ہوتا
Ishq Dam e Jibrael, Ishhq Dil e Mustafa ﷺ | Poetry In Urdu
Ishq Dam e Jibrael , Ishhq Dil e Mustafaﷺ Ishq khuda Ka Rasoolﷺ, Ishq Khuda Ka Kalaam عشق دَمِ جبرئیل ، عشق دلِ مصطفیﷺ عشق خدا کا رسولﷺ ، عشق خدا کا کلام
Ilm Mein Bhi Suroor Hai Lekin | Poetry In Urdu
Ilm Mein Bhi Suroor Hai Lekin Yeh Woh Jannat Hai Jis Mein Hoor Nahi علم میں بھی سرور ہے لیکن یہ وہ جنت ہے جس میں حور نہیں
Is Saraab Rang O Bo Ko Gulisitan Smjha he To | Poetry In Urdu
Is Saraab Rang O Bo Ko Gulisitan Smjha he To Aah Ae Nadan! Qafas Ko Aashiyaan Samgha Hai To اس سراب رنگ و بو کو گلستاں سمجھاہےتو آہ اے ناداں! قفس کو آشیاں سمجھا ہے تو
Mrta Hon Khamoshi Par, Yeh Arzoo Hai Meri | Poetry In Urdu
Mrta Hon Khamoshi Par, Yeh Arzoo Hai Meri Daman Mein Koh Ke Ik Chhota Sa Jhonpra Ho مرتا ہوں خاموشی پر ، یہ آرزو ہے میری دامن میں کوہ کے اک چھوٹا سا جھونپڑا ہو
Tri Bandah Parwari Se Maray Din Guzar Rahay Hain | Poetry In Urdu
Tri Bandah Parwari Se Maray Din Guzar Rahay Hain Nah Gilah Hai Doston Ka, Nah Shikayat Zamana تری بندہ پروری سے مرے دن گزر رہے ہیں نہ گلہ ہے دوستوں کا ، نہ شکایت زمانہ
Quwat Ishhq Se Har Pust Ko Baala Kardey | Poetry In Urdu
Quwat Ishhq Se Har Pust Ko Baala Kardey Deher Mein Ism Muhammad Se Ujala Kardey قوتِ عشق سے ہر پست کو بالا کردے دہر میں اسم محمدﷺ سے اجالا کردے
Ki Muhammad Se Wafa Tuney To Hum Tairay Hain | Poetry In Urdu
Ki Muhammad Se Wafa Tunay To Hum Tairay Hain Yeh Jahan Cheez Hai Kya Looh O Qalam Tairay Hain کی محمدﷺ سے وفا تونے تو ہم تیرے ہیں یہ جہاں چیز ہے کیا لوح و قلم تیرے ہیں
Momin Ke Jahan Ki Had Nahi Hai | Poetry In Urdu
Momin Ke Jahan Ki Had Nahi Hai Momin Ka Maqam Har Kahin Hai مومن کےجہاں کی حد نہیں ہے مومن کا مقام ہر کہیں ہے
Haqeeqat Khurafaat Mein Kho Gayi | Poetry In Urdu
Haqeeqat Khurafaat Mein Kho Gayi Yeh Ummat Riwayaat Mein Kho Gayi حقیقت خرافات میں کھو گئی یہ امت روایات میں کھو گئی
Zameer Jaag Hi Jata Hai, Agar Zindah Ho Iqbal | Poetry In Urdu
Zameer Jaag Hi Jata Hai, Agar Zindah Ho Iqbal Kabhi Gunah Se Pehlay, To Kabhi Gunah Ke Baad ضمیر جاگ ہی جاتا ہے، اگر زندہ ہو اقبال کبھی گناہ سے پہلے ، تو کبھی گناہ کے بعد
Poch Is Se Ke Maqbool Hai Fitrat Ki Gawahi | Poetry In Urdu
Poch Is Se Ke Maqbool Hai Fitrat Ki Gawahi To Sahib Manzil Hai Ke Bhatka hwa Raahi پوچھ اس سے کہ مقبول ہے فطرت کی گواہی تو صاحبِ منزل ہے کہ بھٹکا ہوا راہی
Koi Andaza Karsakta Hai Is Ke Zor Baazu Ka | Poetry In Urdu
Koi Andaza Karsakta Hai Is Ke Zor Baazu Ka Nigahe Mrd Momin Se Badal Jati Hain Takdire کوئی اندازہ کرسکتا ہے اس کے زورِ بازو کا نگاہِ مردِ مومن سے بدل جاتی ہیں تقدیریں
Nishan-e-Sajda Saja Kar Bohat Ghuroor Nah Kar | Poetry In Urdu
Nishan-e-Sajda Saja Kar Bohat Ghuroor Nah Kar Woh Niyaton Se Nateejay Nikaal Laita Hai نشانِ سجدہ سجا کر بہت غرور نہ کر وہ نیتوں سے نتیجے نکال لیتا ہے
Maana Ke Teri Deed Ke Qabil Nahi Hon Mein | Poetry In Urdu
Maana Ke Teri Deed Ke Qabil Nahi Hon Mein To Mera Shoq Dekh , Mera Intzaar Dekh مانا کہ تیری دید کے قابل نہیں ہوں میں تو میرا شوق دیکھ ، میرا انتظار دیکھ
Ishhq Tri Intahaa Ishhq Meri Intahaa | Poetry In Urdu
Ishhq Tri Intahaa Ishhq Meri Intahaa To Bhi Abhi Natamam Mein Bhi Abhi Natamam عشق تری انتہا عشق مری انتہا تو بھی ابھی ناتمام میں بھی ابھی ناتمام
Haan Dikha Day Ae Tasawwur Phir Woh Subah O Shaam To | Poetry In Urdu
Haan Dikha Day Ae Tasawwur Phir Woh Subah O Shaam To Daud Peechay Ki Taraf Ae Gardish Ayyaam To ہاں دکھا دے اے تصور پھر وہ صبح و شام تو دوڑ پیچھے کی طرف اے گردش ایام تو
Aankh Jo Kuch Dekhati Hai Lab Pay Aasakta Nahi | Poetry In Urdu
Aankh Jo Kuch Dekhati Hai Lab Pay Aasakta Nahi Maho Herat Hon Ke Duniya Kya Se Kya Ho Jaye Gi آنکھ جو کچھ دیکھتی ہے لب پہ آسکتا نہیں محو حیرت ہوں کہ دنیا کیا سے کیا ہو جائے گی
Farishtay Se Barh Kar Hai Ensaan Banna | Poetry In Urdu
Farishtay Se Barh Kar Hai Ensaan Banna Magar Is Mein Lagti Hai Mehnat Ziyada فرشتے سے بڑھ کر ہے انسان بننا مگر اس میں لگتی ہے محنت زیادہ
Buton Se Tujh Ko Umedain, Kkhuda Se Na Umeedi | Poetry In Urdu
Buton Se Tujh Ko Umedain, Kkhuda Se Na Umeedi Mujhe Bta To Sahi Aur Kaafri Kya Hai بتوں سے تجھ کو امیدیں، خدا سے ناامیدی مجھے بتا تو سہی اور کافری کیا ہے
Pir Roomi Murshid Roshan Zameer | Poetry In Urdu
Pir Roomi Murshid Roshan Zameer Karwan-e-Ishq O Masti Ra Ameer پیرِ رومی مرشدِ روشن ضمیر کاروانِ عشق و مستی را امیر
Kafir Hai To Shamsheer Pay Karta Hai Bharosa | Poetry In Urdu
Kafir Hai To Shamsheer Pay Karta Hai Bharosa Momin Hai To Be Tegh Bhi Larta Hai Sipahi کافر ہے تو شمشیر پہ کرتا ہے بھروسہ مومن ہے تو بے تیغ بھی لڑتا ہے سپاہی
Kafir Ki Yeh Pehchan Ke Afaq Mein Gum Hai | Poetry In Urdu
Kafir Ki Yeh Pehchan Ke Afaq Mein Gum Hai Momin Ki Yeh Pehchan Ke Gum Is Mein Hain Afaq کافر کی یہ پہچان کہ آفاق میں گم ہے مومن کی یہ پہچان کہ گم اس میں ہیں آفاق
Faqat Nigah Se Hota Hai Faisla Dil Ka | Poetry In Urdu
Faqat Nigah Se Hota Hai Faisla Dil Ka Nah Ho Nigah Mein Shokhi To Dilbari Kya Hai فقت نگاہ سے ہوتا ہے فیصلہ دل کا نہ ہو نگاہ میں شوخی تو دلبری کیا ہے
Uqaabi Rooh Jab Bedar Hoti Hai Jawanoo Mein | Poetry In Urdu
Uqaabi Rooh Jab Bedar Hoti Hai Jawanoo Mein Nazar Aati Hai Is Ko Apni Manzil Aasmaano Mein عقابی روح جب بیدار ہوتی ہے جوانوں میں نظر آتی ہے اس کو اپنی منزل آسمانوں میں
Khuda Vand Yeh Tairay Saada Dil Bande Kidhar Jayen | Poetry In Urdu
Khuda Vand Yeh Tairay Saada Dil Bande Kidhar Jayen Ke Darwaishi Bhi Ayyari Hai Sultaani Bhi Ayyari خدا وند یہ تیرے سادہ دل بندے کدھر جائیں کہ درویشی بھی عیاری ہے سلطانی بھی عیاری
Mein Tujh Ko Tujh Se Ziyada Chaahon Ga | Poetry n Urdu
Mein Tujh Ko Tujh Se Ziyada Chaahon Ga Magar Shart Hai Apne Andar Meri Justojoo Peda Kar میں تجھ کو تجھ سے زیادہ چاہوں گا مگرشرط ہےاپنے اندرمیری جستجو پیدا کر
Sonay Do Agar Woh So Rahay Hain Ghulami Ki Neend Mein | Poetry In Urdu
Sonay Do Agar Woh So Rahay Hain Ghulami Ki Neend Mein Ho Sakta Hai Woh Khawab Azaadi Ka Dekh Rahay Hon سونے دو اگر وہ سو رہے ہیں غلامی کی نیند میں ہو سکتا ہے وہ خواب آزادی کا دیکھ رہے ہوں
Tha Woh Manind Khurshid Raste Dikha Gaya | Poetry In Urdu
Tha Woh Manind Khurshid Raste Dikha Gaya Khudi Ke Falsafay Se Parday Utha Gaya تھا وہ مانند خورشید رستے دکھا گیا خودی کے فلسفے سے پردے اٹھا گیا
Mra Tareeq Ameeri Nahi Faqeeri Hai
Mra Tareeq Ameeri Nahi Faqeeri Hai Khudi Nah Beech Gareebi Mein Naam Peda Kar مرا طریق امیری نہیں فقیری ہے خودی نہ بیچ غریبی میں نام پیدا کر